• Quickies

    Lahza teri baato ka

    Lahza teri baato ka jab badala tha us shyam ,

    Laga tha mere dil ko bahut paa liya ab ishq-e-aaram ,

    Khuda se jyada yakin tha mujhe teri meri ishq-e-wafa pe ,

    Magar kara diya tune mujhe sach se rubru dikha kar tera nikah-e-paigam .

    No comments:

    Post a Comment