• Quickies

    Shayar Ki Kahani

    Shayar ki kahani kabhi kisi bewafa se sunna tum , unka rota hua chehra kabhi aayene me padhana tum ,
    Apni hasti hi mita doge tum itna dard paoge , unka dard kabhi unki shayari main sunna tum ,
    Kahte h wo kisi aur ki kahani bata kar lekin wo manjar tha unka hi mehsoos karna tum ,
    Agar pad bhi liya tumne unki shayari ka ehsas yuhi wo hasi me uda denge unse zikr na karna tum ,
    Bus yuhi unki kalam pe apni wahe luta dena wo bhi soche khud ko kuch ye unko ehsaas kara dena tum .

    No comments:

    Post a Comment