• Quickies

    Yaari itni purani h

    Khushiya to mujhko bhi pyari h par kya kare
    Todi nahi jati ab gum se jo itni purani yaari h ,

    Muhbbat ki to mujhpe bhi khumari h par kya kare
    Bhulai nahi jati h bewafa ki yaadein hi itni saari h ,

    Zindgi aur jine ki bhi khwaish humari h par kya kare
    Ansuo main jine se to acchi janaze ki sawari h .

    No comments:

    Post a Comment