• Quickies

    Khud ka kaatil

    Ashiqi dil ne ki h to saza to payega hi ,
    Umar kaid ka kaidi yu hi to choot jayega nahi ,
    Tum kahte ho ki wo doob gaya jane kis tanhai m ,
    Khud ka kaatil kya khuli hawa ghoom payega kahi .

    No comments:

    Post a Comment