• Quickies

    Mar hi jau m

    Jiyu dard m ya mar jau m , rahu tanha ya anzano m dhal jau m ,
    Waise tammanna to rahi nahi kuch karne ki aur ,
    To adhere m rahu yuhi baitha ya kuch kar jau m ,
    Karu bhi to kuch kiske liye , Ya kuch karne se pahle kisi ko apna banau m ,
    Apna bhi banaya kisi ko to kya h aitbaar uski wafa ka ,
    Fir usi dard ko lene se accha h mar hi jau m.

    No comments:

    Post a Comment