Thandi si hawa k thapede jb gaalo ko sehlate h
Aisa lgta h jaise koi kahani kehkr jate h
Rimjhim si baris ki jhadiyan koi raag sunati h
Chehre pe padte hi bunde ankhe bhi sharma jati h
Jb jb bhi koi train yaha
Pas gujr k jati h
Lagta h mano wo hmko apne sath bulati h
Kaise chhodu tanhayi ko jo pass mere hi baithi h
Bs yhi hmare sath h rehti bar bar ye kehti h
Is tanha se dil ko abtk isne hi smjhaya h
Marne ki tamanna thi hmko tb tb isne gale lgaya h
Tanhayi dur khadi mujhko apne pas bulati h
Sath diye hrpal ka ye mujhko ehsaas karati h
Kaise jau chhod kr apne ghm k is sathi ko
Jisne rkha khayal mera jb koi na mera sathi tha
Abto bichhadna jb hi hoga jb sans bhi na hogi
Aur dil bhi na hoga
Tb karenge bewafai is jalim jindgi k sath
So jayenge maut k aghosh me beparwah hokr
Kyuki jante h hm ye ki maut se bdi koi hmsfr nhi hoti
Tham leti h ye jb bhi kisi ka hath
Manjil se pehle ye bhi dhokha nhi deti
Badi khubsoorat si chij h ye maut bhi yar
Jo bhi jata h iske aghos me
Na jane kyu kbhi laut kr nhi ata
Jb bhi sochta hu is hasina ke bare me
Na jane kyu ye jindgi mujhe
Bewafa si lagti h
- Viky Chahar
zindagi
Home
Dard
facebook status
hindi shayari
inspirational
newbie writers
Viky Chahar
zindagi
Thandi si hawa ke thapede
Thandi si hawa ke thapede
zindagi
Labels:
Dard,
facebook status,
hindi shayari,
inspirational,
newbie writers,
Viky Chahar,
zindagi
No comments:
Post a Comment