• Quickies

    Gum ki botal me sharab liye hota h .

    Pata nahi mera dil itna kyu rota h , jane kiske khayal liye raato ko na sota h , na ishq dekha isne kabhi na koi mehboob mila isko fir na jane kyu ye khawabo me bhi aashiqo ki tarah gum ki botal me sharab liye hota h .

    No comments:

    Post a Comment