• Quickies

    Kala jadu tha janab ka

    Ankhe thi unki ya mehkhana tha sharab ka , hoth the unke ya koi baag tha gulab ka , har pal ab unke hi khawab dekha karte h hum bate thi unki ya kala jadu tha janab ka .

    No comments:

    Post a Comment